Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics | Shor | Hindi Gana Purana | Lata Mangeshkar, Mukesh

Lata Mangeshkar Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics in Hindi were sung by Lata Mangeshkar, Mukesh is from the movie Shor. The song is written by Santosh Anand. Music composed by Laxmikant Pyarelal. The movie was directed by Manoj Kumar.

Lata Mangeshkar Ek Pyar Ka Nagma Hai | Shor | Hindi Gana Purana | Lata Mangeshkar, Mukesh

Lata Mangeshkar Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics Song Credits:

SingerLata Mangeshkar, Mukesh
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
MovieShor
Song WriterSantosh Anand
DirectorManoj Kumar
StarcastManoj Kumar, Jaya Bhaduri, Nanda
Music LabelSaReGaMa
Year of Release1972

Lata Mangeshkar Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics In English

Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Kuchh pa kar khona hai
Kuchh kho kar pana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai

Do pal ke jeevan se Ek umar churani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon

Aankhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Toofan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuchh pal ka
Chhaa kar dhal jaana hai

Parchhaiyan reh jaati
Reh jaati nishani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Lata Mangeshkar Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics In Hindi

एक प्यार का नगमा है
मौजों की रवानी है
एक प्यार का नगमा है
मौजों की रवानी है

ज़िन्दगी और कुछ भी नहीं
तेरी मेरी कहानी है
एक प्यार का नगमा है
मौजों की रवानी है

ज़िन्दगी और कुछ भी नहीं
तेरी मेरी कहानी है
एक प्यार का नगमा है
ला ला ला ला ला ला ला ला ला ला ला ला

कुछ पाकर खोना है
कुछ खोकर पाना है
जीवन का मतलब तो
आना और जाना है
दो पल के जीवन से
एक उम्र चुरानी है

ज़िन्दगी और कुछ भी नहीं
तेरी मेरी कहानी है
एक प्यार का नगमा है

तू धार है नदिया की
मैं तेरा किनारा हूँ
तू मेरा सहारा है
मैं तेरा सहारा हूँ

आँखों में समन्दर
है आशाओं का पानी है
ज़िन्दगी और कुछ भी नहीं
तेरी मेरी कहानी है
एक प्यार का नगमा है

तूफ़ान तो आना है
आकर चले जाना है
बादल है यह कुछ पल का
छाकर ढल जाना है

परछांइयाँ रह जाती
रह जाती निशानी है
ज़िन्दगी और कुछ भी नहीं
तेरी मेरी कहानी है

एक प्यार का नगमा है
मौजों की रवानी है
ज़िन्दगी और कुछ भी नहीं
तेरी मेरी कहानी है
एक प्यार का नगमा है.

Lata Mangeshkar Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics PDF

Listen to Lata Mangeshkar Ek Pyar Ka Nagma Hai

Jeevan Chalne Ka Naam Lyrics | Shor | Purane Geet | Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (manna dey), Shyama Chittar

Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam

Ke rasta kat jaayega mitra
Ke baadal chhant jaaye mitra
Ke dukh se jhukna na mitra
Ke ik pal rukna na mitra

Hoy jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam

Ke rasta kat jaayega mitra
Ke baadal chhant jaaye mitra
Ke dukh se jhukna na mitra
Ke ik pal rukna na mitra

Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam

Jo jeewan se haar maanta
Uski ho gayi chhutthi
Naak chadhaakar kahe zindagi
Teri meri ho gayi kutti

Hoy jo jeewan se haar maanta
Uska ho gaya chhutti
Naak chadhaakar kahe zindagi
Tera mera ho gaya kutti

Ke roothha yaar manaa mitra
Ke yaar ko yaar bana mitra
Na khud se rah khafa mitra
Khudi se bane khuda mitra

Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam

Ho ho ho
Ujli ujli bhor sunaati
Tutley tutley bol
Ujli ujli bhor sunaati

Tutley tutley bol
Andhkaar mein sooraj baithha
Apni gathhri khol
Ke usse aankh lada mitra

Samay se haath mila mitra
Ke ho jaa kiran kiran mitra
Ke chalta rahe charan mitra
Jeewan chalne ka naam

Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Ke chali

Shaam ke rang mahal mein
Tapti huyi dupahri
Mili gagan se chaand ki laali
Mili gagan se chaand ki laali

Lekar roop sunahri
Ke raat bikhar jaayegi mitra
Ke baat nikhar jaayegi mitra
Ke suraj chadh jaayega mitra

Qaafila badh jaayega mitra
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam

Himmat apna deen dharam hai
Himmat hai imaan
Himmat allah
Himmat waaheguru
Himmat hai bhagwaan
Oy oy
Himmat apna deen dharam hai
Himmat hai imaan
Himmat allah
Himmat waaheguru
Himmat hai bhagwaan
Ke ispe marta ja mitra
Ke sajda karta jaa mitra
Ke sheesh jhukaata chal mitra
Ke jag par chhaata jaa mitra
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Ke rasta kat jaayega mitra
Ke baadal chhant jaaye mitra
Ke dukh se jhukna na mitra
Ke ik pal rukna na mitra
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam
Jeewan chalne ka naam
Chalte raho subah o shaam.

FAQ

Who is the singer of the Ek Pyar Ka Nagma Hai song?

Ek Pyar Ka Nagma Hai song was sung by Lata Mangeshkar and Mukesh.

Who wrote the song Ek Pyar Ka Nagma Hai?

The song Ek Pyar Ka Nagma Hai is written by Santosh Anand.

Who is the music composer of the song Ek Pyar Ka Nagma Hai?

The music of song Ek Pyar Ka Nagma Hai is composed by Laxmikant Pyarelal.

Must Read and Listen:

Leave a Comment