Humsafar Lyrics | Badrinath Ki Dulhania | Hindi Gana | Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral

Humsafar Song Lyrics | Badrinath Ki Dulhania | Hindi Gana | Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral Lyrics

Humsafar Lyrics Hindi Song Credits:

SingerAkhil Sachdeva, Mansheel Gujral
MusicAkhil Sachdeva
Song WriterAkhil Sachdeva
Star CastVarun Dhawan, Alia Bhatt
Music LabelT-Series

Humsafar Lyrics in Hindi was sung by Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral is from the movie Badrinath Ki Dulhania. The song is written by Akhil Sachdeva. Music composed by Akhil Sachdeva.

Lyrics Of Humsafar Starts

Sun zaalima mere
Saanu koi dar na
Ki samjhega zamaana
Tu vi si kamli

Main vi sa kamla
Ishqe da rog sayana
Ishqe da rog sayana
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye

Jitni haseen ye mulakatein hain
Unse bhi pyari teri baatein hain
Baaton mein teri jo kho jaate hain
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Zaalima tere ishq ‘ch main
Ho gayi aa kamli… haaye..

Main toh yun khada
Kis soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana

Chhup ke se aake tune
Dil mein samaa ke tune
Chhed diya kaisa ye fasaana

O… muskurana bhi tujhi se seekha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye

Hai nahi tha pata
Ke tujhe maan lunga Khuda
Ki teri galiyon mein iss qadar
Aaunga ab har pehar

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
Zaalima tere ishq main

Humsafar Lyrics PDF

Listen to Akhil Sachdeva Humsafar Lyrics New Song

Must Listen and Read Lyrics:

Leave a Comment