Table of Contents
Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics | Sonu Ke Titu Ki Sweety | Hindi Gane | Arijit Singh, Rochak Kohli Lyrics
Tera Yaar Hoon Main Lyrics Hindi Song Credits:
Singer | Arijit Singh, Rochak Kohli |
Music | Rochak Kohli |
Song Writer | Kumaar |
Star Cast | Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha & Sunny Singh |
Music Label | T Series |
Tera Yaar Hoon Main Lyrics in Hindi was sung by Arijit Singh, Rochak Kohli is from the movie Sonu Ke Titu Ki Sweety. The song is written by Kumaar. Music composed by Rochak Kohli.
Lyrics Of Tera Yaar Hoon Main Starts
Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhuta toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaun
Aaja karein phir wohi shararate
Tu bhaage main maar khaun
Mitthi si woh gaali teri
Sunne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon
Sajna de rang rangayiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyaan ch nachda main phiran
Hanjuaan ton bachda main phiran
O jaate nahi kahin rishte purane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se
Toota hai toh juda hai kyn
Meri taraf tu muda hai kyu
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera Yaar Hoon Main Lyrics PDF
Listen to Arijit Singh Tera Yaar Hoon Main Lyrics New Song
Must Listen and Read Lyrics: