Table of Contents
Tujhse Naraz Nahi Zindagi | Masoom | Purana Hindi Gana | Lata Mangeshkar, Anoop Ghoshal Lyrics
Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics Song Credits:
Singer | Lata Mangeshkar, Anoop Ghoshal |
Music | R D Burman |
Movie | Masoom |
Song Writer | Gulzar |
Director | Shekhar Kapur |
Starcast | Naseeruddin Shah, Shabana Azmi, Jugal Hansraj, Urmila Matonkar |
Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics in Hindi was sung by Lata Mangeshkar, Anoop Ghoshal is from the movie Masoom. The song is written by Gulzar. Music composed by R D Burman. The movie was directed by Shekhar Kapur.
Lyrics Of Tujhse Naraz Nahi Zindagi Starts
Tujhse naraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main
Tere masoom sawalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main
Tujhse naraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main
Tere masoom sawalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main
Jeene ke liye socha hi nahi
Dard sambhalane honge
Jeene ke liye socha hi nahi
Dard sambhalane honge
Mushkurayein to muskurane ke
Karz utaarne honge
Ho muskuraun kabhi to lagta hai
Jaise hothon pe karz rakha hai
Ho tujhse naraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main
Zindagi tere gham ne humein
Rishte naye samjhaye
Zindagi tere gham ne humein
Rishte naye samjhaye
Mile jo humein dhoop mein mile
Chhanv ke thande saaye
Tujhse naraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main
Aaj agar bhar aayi hain
Boondein baras jayengi
Aaj agar bhar aayi hain
Boondein baras jayengi
Kal kya pata inke liye
Aankhein taras jayengi
Ho jaane kahan ghum hua kahan khoya
Ek aansu chhupa ke rakha tha
Tujhse naraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main
Tere masoom sawalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main
Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics Old Hindi Songs PDF
Listen to Lata Mangeshkar Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics
Lakdi Ki Kathi Lyrics | Masoom
Lakdi Ki Kathi kathi pe ghoda
Ghode ki dum pe jo mara hathauda
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Lakdi ki kathi kathi pe ghoda
Ghode ki dum pe jo mara hathauda
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Lakdi ki kathi kathi pe ghoda
Ghode ki dum pe jo mara hathauda
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Ghoda pahuncha chowk mein
Chowk mein tha naayi
Ghode ji ki naayi ne hajamat jo banayi
Tak-bak tak-bak tak-bak tak-bak
Ghoda pahuncha chowk mein
Chowk mein tha naayi
Ghode ji ki naayi ne hajamat jo banayi
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Lakdi ki kathi kathi pe ghoda
Ghode ki dum pe jo mara hathauda
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Ghoda tha ghamandi
Pahuncha sabji mandi
Sabji mandi baraf padi thi
Baraf mein lag gayi thandi
Tak-bak tak-bak tak-bak tak-bak
Ghoda tha ghamandi
Pahuncha sabji mandi
Sabji mandi baraf padi thi
Baraf mein lag gayi thandi
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Lakdi ki kathi kathi pe ghoda
Ghode ki dum pe jo mara hathauda
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Ghoda apna tagda hai
Dekho kitni charbi hai
Chalta hai Maharauli mein
Par ghoda apna Arbi hai
Ghoda apna tagda hai
Dekho kitni charbi hai
Chalta hai Maharauli mein
Par ghoda apna Arbi hai
Baanh chhuda ke dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Lakdi ki kathi kathi pe ghoda
Ghode ki dum pe jo mara hathauda
Dauda dauda dauda
Ghoda dum utha ke dauda
Must Listen: