Aapki Nazron Ne Samjha Lyrics | Anpadh | Hindi Gane Purane | Lata Mangeshkar

Aapki Nazron Ne Samjha Song Lyrics | Anpadh | Hindi Gane Purane | Lata Mangeshkar Lyrics

Aapki Nazron Ne Samjha Lyrics Song Credits:

SingerLata Mangeshkar
MusicMadan Mohan
MovieAnpadh
Song WriterRaja Mehdi Ali Khan
DirectorMohan Kumar
StarcastMala Sinha, Dharmendra, Balraj Sahani, Shashikala, Dhumal

Aapki Nazron Ne Samjha Lyrics in Hindi was sung by Lata Mangeshkar is from the movie Anpadh. The song is written by Raja Mehdi Ali Khan. Music composed by Madan Mohan. The movie was directed by Mohan Kumar.

Lyrics Of Aapki Nazron Ne Samjha Lyrics Starts

Aapki nazaron ne samjha
Pyaar ke kabil mujhe
Dil ki ai dhadkan thaher ja
Mil gayee manzil mujhe

Aapki nazron ne samjha
Ji hamen manzoor hai,
Aapka ye faisla
Kah rahi hai har nazar,

Banda paravar shukriya
Do jahaan ki aaj khushiyan
Ho gayee haasil mujhe
Aapki nazron ne samjha

Aapki manzil hoon main
Meri manzil aap hain
Kyon main toofaan se darun
Mere saahil aap hain

Koi tufanon se kah de
Mil gaya sahil mujhe
Aapki nazron ne samjha
Pad gai dil par meri

Aapki parchhaiyan
Har taraf bajane
Lagin saikadon shahnaaiyaan
Hanske apni zindagi mein,
Kar liya shaamil mujhe
Aapki nazron ne samjha

Aapki Nazron Ne Samjha Lyrics Hindi Songs PDF

Listen to Lata Mangeshkar Aapki Nazron Ne Samjha Lyrics

Woh Dekho Jala Ghar Kisi Ka Lyrics | Anpadh

Woh dekho jala ghar kisi ka
Woh dekho jala ghar kisi ka
Yeh toote hain kiske sitaare
Woh kismat hansi aur aise hansi

Ke rone lage gham ke maare..
Woh dekho jala ghar kisi ka
Yeh toote hain kiske sitaare
Woh kismat hansi aur aise hansi

Ke rone lage gham ke maare..
Woh dekho jala ghar kisi ka
Gaya jaise jhonka hawa ka
Hamaari kushi ka zamana..

Diye hamko kismat ne aansu
Jab aaya hamein muskurana
Bina hamsafar hai sooni dagar
Kidhar jaayein hum be-sahaare

Woh dekho jala ghar kisi ka
Hain raahein kathin door manzil
Yeh chhaya hai kaisa andhera..
Ke ab chaand sooraj bhi milkar

Nahin kar sakenge savera
Ghata chhaayegi bahaar aayegi
Na aayenge woh din hamaare
Woh dekho jala ghar kisi ka

Idhar ro rahi hain yeh aankhein
Udhar aasmaan ro raha hai..
Mujhe kar ke barbaad zaalim
Pashemaan ab ho raha hai

Ye barkha kabhi to ruk jaayegi
Rukenge na aansoo hamaare
Woh dekho jala ghar kisi ka
Yeh toote hain kiske sitaare

Woh kismat hansi aur aise hansi
Ke rone lage gham ke maare
Woh dekho jala ghar kisi ka

Jiya Le Gayo Ji Mora Sanwariya Lyrics | Anpadh

Jiya Le Gayo Ji Mora Sanwariya
Jiya le gayo ji mora saanwariya
Laagi man mein lagan hui baawariya
Jiya le gayo ji mora sanwariya
Jiya le gayo ji mora saanwariya

Pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re
Ni re re re ma ma ma dha dha dha saa ni dha ni sa
O papihe, o papihe

Tune papihe nahin dekhe more sainyaan
Dekhe to le lega unki balaiyaan
Tune papihe nahin dekhe more sainyaan
Dekhe to le lega unki balaiyaan

Ja re deewane, maar na taane
Piya ki sun ja ke baansuriya
Jiya le gayo ji mora sanwariya
Jiya le gayo ji mora sanwariya

Aa..
Saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon
Thaam ke bahinyaan unhein dil mein bitha loon
Saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon
Thaam ke bahinyaan unhein dil mein bitha loon
Shaam savere, saath ho mere

Gori ke sang jaise gaagariya
Jiya le gayo ji mora sanwariya
Laagi man mein lagan hui baawariya
Jiya le gayo ji mora sanwariya

Must Listen:

Leave a Comment