Table of Contents
Chupke Chupke Raat Din Song Lyrics | Nikaah | Purane Hindi Gane | Ghulam Ali Lyrics
Chupke Chupke Raat Din Lyrics Song Credits:
Singer | Ghulam Ali |
Music | Ghulam Ali |
Movie | Nikaah |
Song Writer | Maulana Hasrat Mohani |
Director | B R Chopra |
Starcast | Raj Babbar, Deepak Parashar, Salma Agha |
Chupke Chupke Raat Din Lyrics in Hindi was sung by Ghulam Ali is from the movie Nikaah. The song is written by Maulana Hasrat Mohani. Music composed by Ghulam Ali. The movie was directed by B R Chopra.
Lyrics Of Chupke Chupke Raat Din Starts
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai ae
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka
Woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai
Tujhse milte hi woh kuchh
Bebaak ho jaana mera
Tujhse milte hi woh kuchh
Bebaak ho jaana mera
Aur tera daanton mein woh
Ungli dabana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka
Woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai ae
Chori chori humse tum
Aakar mile the jis jagah
Chori chori humse tum
Aakar mile the jis jagah
Muddatein ghuzri
Par ab tak woh thikana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka
Woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai
Khainch lena woh mera
Parde ka kona daffatan
Khainch lena woh mera
Parde ka kona daffatan
Aur dupatte se tera
Woh munh chhupana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka
Woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai
Dopehar ki dhoop mein
Mere bulaane ke liye
Dopehar ki dhoop mein
Mere bulaane ke liye
Woh tera kothe pe
Nange paon aana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka
Woh zamana aa aa yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai
Aa gaya gar vasl ki
Shab bhi kahin zikr-e-firaaq
Aa gaya gar vasl ki
Shab bhi kahin zikr-e-firaaq
Woh tera ro ro ke bhi
Mujhko rulana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka
Woh zamana aa aa yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahana yaad hai
Chupke Chupke Raat Din Lyrics Hindi Songs PDF
Listen to Ghulam Ali Chupke Chupke Raat Din Lyrics
Dil Ke Armaan Lyrics | Nikaah | Salma Agha
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Hum wafa kar ke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon me beh gaye
Zindagi ek pyaas bankar reh gayi
Zindagi ek pyaas bankar reh gayi
Pyar ke kisse adhure reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Shayad unka aakhiri ho ye sitam
Shayad unka aakhiri ho ye sitam
Har sitam yeh sochkar ham seh gaye
Hum wafa karke bhi tanhaa reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Khud ko bhi humne mita daala magar
Faasle jo darmiyaan the reh gaye
Ham wafa kar ke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Fiza Bhi Hai Lyrics | Nikaah | Salma Agha
Fiza bhi hai jawan jawan hawa bhi hai rawaan rawaan
Suna raha hai ye samaa suni suni si daastan
Bujhi magar bujhi nahi, naa jaane kaisi pyaas hai
Qaraar dil se aaj bhi naa dur hai naa paas hai
Ye khel dhoop chhaaon ka, ye parwatein ye duriyaan
Suna raha hai ye samaa
Har ek pal ko dhundhta har ek pal chala gaya
Har ek pal phir aap ka, har ek pal misaal ka
Har ek pal guzar gaya, banake dil pe ik nishaan
Suna raha hai ye samaa
Pukaar dekh dur, wo kaafile bahaar ke
Bikhar gaye hai rang se, kisike intezaar mein
Lahar lahar ke hoth par, wafaa ki hai kahaniyaan
Suna raha hai ye samaa
Wohi ghadi wohi pahar, wohi hawa wohi lahar
Nayi hai manzilein magar, wohi dagar wohi safar
Nazar gayi jidhar jidhar, mili wohi nishaaniyaan
Suna raha hai ye sama
Must Listen and Read Lyrics: