Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics in Hindi were sung by Lata Mangeshkar from the movie Mehboob Ki Mehandi. The song is written by Anand Bakshi. Music composed by Laxmikant, Pyarelal. The movie was directed by H S Rawail.
Table of Contents
Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain Song Lyrics | Mehboob Ki Mehandi | Hindi Gana | Lata Mangeshkar
Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics Hindi Song Credits:
Singer | Lata Mangeshkar |
Music Composer | Laxmikant, Pyarelal |
Movie | Mehboob Ki Mehandi |
Song Writer | Anand Bakshi |
Director | H S Rawail |
Starcast | Rajesh Khanna, Leena Chandavarkar |
Music Label | T Series |
Year of Release | 1971 |
Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics In English
Iss zamane mein, iss mohabbat ne
Kitne dil tode, kitne ghar phunke
Jane kyon log mohabbat, kiya karte hain
Jane kyon log mohabbat, kiya karte hain
Dil ke badle dard-e-dil liya karte hain
Jane kyon log mohabbat kiya karte hain
Hmm..
Tanhai milti hai, mehfil nahi milti
Rahe mohabbat mein kabhi manzil nahi milti
Dil tut jata hai, nakam hota hai
Ulfat mein logon ka yahi anzam hota hai
Koyi kya jane, kyon yeh parwane
Kyon machalte hain, gham mein jalte hain
Aahein bhar bhar ke deewane, jiya karte hain
Aahein bhar bhar ke deewane, jiya karte hain
Jane kyon log mohabbat kiya karte hain
Sawan mein aankhon ko, kitna rulati hai
Furqat mein jab dil ko, kisi ki yaad aati hai
Yeh zindagi yunhi, barbad hoti hai
Har waqt hothon pe koyi fariyad hoti hai
Na dawaon ka, naam chalta hai
Na duwaon se, kam chalta hai
Zehar yeh phir bhi, sabhi kyon,
Piya karte hain
Zehar yeh phir bhi, sabhi kyon,
Piya karte hain
Jane kyon log mohabbat, kiya karte hain
Mehboob se har gham, mansoob hota hai
Din raat ulfat mein, tamasha khub hota hai
Raton se bhi lambe ye pyaar ke kisse
Aashiq sunate hain jafa-e-yaar ke kisse
Bemuravvat hai, bewafa hai wo
Uss sitamgar ka, apne dilbar ka
Naam lele ke duhayi diya karte hain
Naam lele ke duhayi diya karte hain
Jane kyon log mohabbat kiya karte hain
Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics In Hindi
इस ज़माने में इस मोहब्बत ने
कितने दिल तोड़े कितने घर फूँके
जाने क्यों लोग मोहब्बत किया करते है
दिल के बदले दर्द-ए-दिल लिया करते है
जाने क्यों लोग मोहब्बत….
तनहाई मिलती है महफ़िल नहीं मिलती
राह-ए-मोहब्बत में कभी मंज़िल नही मिलती
दिल टूट जाता है नाकाम होता है
उल्फ़त में लोगों का यही अंजाम होता है
कोई क्या जाने, क्यों ये परवाने
यूं मचलते है, ग़म में जलते है
आहें भर-भर के दीवाने जिया करते हैं
जाने क्यों लोग मोहब्बत….
सावन मे आँखो को, कितना रूलाती है
फ़ुर्क़त में जब दिल को किसी की याद आती है
ये ज़िन्दगी यूं ही बर्बाद होती है
हर वक़्त होठों पे कोई फ़रियाद होती है
ना दवाओं का नाम चलता है
ना दुआओं से काम चलता है
ज़हर ये फिर भी सभी क्यों पिया करते हैं
जाने क्यों लोग मोहब्बत….
महबूब से हर ग़म मनसूब होता है
दिन रात उल्फ़त में तमाशा खूब होता है
रातों से भी लंबे ये प्यार के किस्से
आशिक़ सुनाते हैं जफ़ा-ए-यार के किस्से
बेमुरव्वत है बेवफा है वो
उस सितमगर का, अपने दिलबर का
नाम ले लेके दुहाई दिया करते हैं
जाने क्यों लोग मोहब्बत….
Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics Download PDF
Listen to Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain Lyrics
FAQ
Who is the singer of the “Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain” song?
The “Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain” song was sung by Lata Mangeshkar.
Who wrote the song “Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain”?
The song “Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain” is written by Anand Bakshi.
Who is the music composer of the song “Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain”?
The music of the song “Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain” is composed by Laxmikant, Pyarelal.
Must Listen and Read Lyrics: