Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics | Hindi Mein Gana | Heartless | Arijit Singh

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Song Lyrics | Hindi Mein Gana | Heartless | Arijit Singh

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics Hindi Song Credits:

SingerArijit Singh
MusicGaurav Dagaonkar
MovieHeartless
Song WriterArafat Mehmood
DirectorShekhar Suman
StarcastAdhyayan Suman, Ariana Ayam, Om Puri, Deepti Naval, Madan Jain, Harish Agarwa, Shekhar Suman
Music LabelT Series

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics in Hindi was sung by Arijit Singh is from the movie Heartless. The song is written by Arafat Mehmood. Music composed by Gaurav Dagaonkar. The movie was directed by Shekhar Suman.

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics English

Aa ha..aa..ha..
Aa ha..aa…

Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla

Pata chala ke ghalat leke
Main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke
Main pata nikla

Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla

Aa..aa..ha..aa..ha..
Aa..ha..aa…

Jiske aane se
Muqammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi har kami

Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab de ke woh le gayaa
Jiyein jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gayaa

Main dhoondne ko
Uske dil mein jo khuda nikla
Main dhoondne ko
Uske dil mein jo khuda nikla

Pataa chala ke ghalat leke
Main pata nikla
Pataa chala ke galat leke
Main pata nikla

Main dhoondne ko
Zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane me jab wafa nikla aa…

Aa ha..aa..aaha..
Aaha..aa…

Dhoondta tha ek pal mein
Dil jise ye sau dafaa
Hai subah naraz us
Bin roothi shaame din khafa

Woh aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh pataa
Main usko dhoondhunga ab kahaan

Main dhoondne jo kabhi
Jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi
Jeene ki wajah nikla

Pata chala ke ghalat leke
Main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke
Main pata nikla

Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla aa..

Aa…o…aa….
Woah…..
Hey aye ayee ye…

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics Download PDF

Listen to Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics

Must Listen and Read Lyrics:

Leave a Comment